logo

Bayaaz

donate usNotificationA

nauha - irfan haider - 2002

Naiza Sawar baba

Naiza Sawar baba

Ek bachi phool si jis ka sakina naam tha, ro rahi thi shaam ki rahon mein wokarke buka Karte the tum kitna pyar baba.

Ay mere naiza sawar baba x3

Chal nahi sakti sakina raaste dushwar hai. Ablen hein pawon mai or ab lo mai khar hai. Ankh hai nam dil figaar baba.
Ay mere naiza sawar baba x3

Nile hein rukhsar mere aur gale mai hai rasan khushnagi ba warsi lachari ki or be watan Ek hai dil gham hazar baba.
Ay mere naiza sawar baba x3

Aap ke sine pe baba chein se soti thi mai aap tarapte jo kisi bat pe roti thi mai roti hu zaro katar baba.
Ay mere naiza sawar baba x3

Be rida sab bibi ya hai Shaam ka bazar hai zabt gayara nahi hai Sabr bhi dushwar hai. Sabr ke parwardigar baba.
Ay mere naiza sawar baba x3

Milna sakungi kabhi mai aap se ay baba jaan aap ka roza banenga Karbala ke darmiyan. Shaam me mera mazar baba.
Ay mere naiza sawar baba x3

Yaad isi baat pe ata hai ghar aksar muje. Aaj kanizi mai bula ta hai sitamgar muje. Koi nahi gham guzar baba.
Ay mere naiza sawar baba x3

Khatithi jab bhi tamache shimre sitamgar se Aap ke chehre ke samt ba kasi aur yaad se. Dekhti thi bar bar baba.
Ay mere naiza sawar baba x3

Kon hai pursa ne haal pyas buja yenga kon baliya meri sitamgaro se dilayenga kon So gaye sab jaanisar baba

Ay mere naiza sawar baba x3

Aap ke sina pe baba chain se soti thi mai aap tarapte jo kisi bat pe roti thi mai roti hu zaro katar baba.
Ay mere naiza sawar baba x3

Be rida sab bibi ya hai Shaam ka bazar hai zabt gayara nahi hai Sabr bhi dushwar hai. Sabr ke parwardigar baba.
Ay mere naiza sawar baba x3

Mil na sakungi kabhi mai aap se ay baba jaan aap ka roza banenga Karbala ke darmiyan. Shaam me mera mazar baba
Ay mere naiza sawar baba x3

HomebookmarkmybayaazSetting